फेंगशुई और वास्तु से घर और ऑफिस को सकारात्मक बनाए : ये 5 वस्तुएं लाए सुख और समृद्धि

सफलता और गुड लक के लिए फेंग शुई आइटम्स - 


फेंगशुई और वास्तु दोनों प्राचीन विज्ञान है जो आपके घर और ऑफिस की ऊर्जा को सकारात्मक बना सकते है। सही वस्तुओं को सही स्थान पर रखने से घर की सुंदरता और वातावरण दोनों ही अच्छा हो सकता है।

"गुड लक, सफलता, स्वास्थ्य, धन, समृद्धि और सकारात्मक ऊर्जा के लिए पाँच बेहतरीन फेंग शुई आइटम्स सूची "


Kamdhenu cow” Ghar ke sabhi vastu dosh duur karne ke liye”



Aisa mana jata hai ki isko lagane se sabhi wish Puri hoti hai
Isse Ghar mein Shanti aur samraddhi aati hai kamdhenu gaye ki kripa jis par ho jati hai us ko kabhi dhan ki kami nahi hoti kyunki ismein sabhi devi, devtao ka waas hota hai aise manyata hai

Kis disha mein kamdhenu cow ko rakhe
Isse Ishan kond me rakhna chahiye North East disa mein rakhe


Money ke liye “Arowana golden fish”





Isko Ghar mein, office me rakha jata hai Shanti,sukh samraddhi aur paise ke  liye, Aisa vastu ke hissab se mana jata hai

Kis disha mein rakhe Arowana golden fish ko 
East disha mein rakhna chaiye Arowana fish statue ko
Aaj kal aquiram ko har koi nahi rakh sakta hai lekin hum Aerowana fish jiske mukh mein sikka ha ka statue ko purab disha mein rakh sab problems ka haal kar sakte hai


Vyapar mein tarraki ke liye "citrine of bonsai golden tree of life gold crystal ornaments with hanging coin " ko office mein rakhna chahiye




Isse apne office mein rakhne se Aapke vyapar mein taraki tau dega he iske saath he business ki badi badi sambhavna ko attract karta hai
Purane jamane mein isko sobhagya, dhan aur samraddhi ke liye kaam ke isthan per rakha jata tha

Kis disha mein rakhne citrine bonsai golden tree ko
South East disha mein isko rakhna chahiye


Nazar battu” se apne aur apni family ko negativity se bachaye





Ghar mein khushali lane ke liye aur Ghar se negativity Durr karne ke liye isko lagaya jata hai, isse Ghar mein positive energy aati hai.


Kaha lagye nazar battu ko
Isko Ghar mukhya dwar per ya living area mein lagana chahiye, positive energy badne se Ghar mein sukh sampanta bani rahete hai.


Phoenix bird” ko lagaya Ghar mein safalta ki uchai ko chune ke liye





Phoenix pakshi ka statue Ghar mein lagane se taraki ke naye naye raaste bante chale jate hai, Ghar mein mahaul aacha Banta hai, family ke sabhi members mein maljol aacha ho jata hai
 Ghar ke log jis kaam mein hote hai usmein wo kafi famous aur kamyab hone lag jate hai

Phoenix bird ko kis jagah lagaye
 Office aur Ghar ke living area mein lagaye


फेंग शुई आइटम्स को घर और ऑफिस में सही दिशा और स्थान पर रखने से सकारात्मक ऊर्जा का प्रवाह बढ़ता है। ये गुड लक, सफलता, स्वास्थ्य, धन, खुशहाली और समृद्धि को आकर्षित करने में सहायक होते हैं। नियमित रूप से इनकी साफ-सफाई और सही उपयोग जीवन में संतुलन बनाए रखता है। छोटे-छोटे बदलाव आपके जीवन में बड़ा जादुई असर ला सकते हैं और नई अवसरों के दरवाजे खोलते हैं, जिससे जीवन अधिक सुखद और सफल बनता है। 

Comments